What is The Main Difference Of Blogger And Wordpress? Difference Between Blogger And Wordpress?
![Image result for difference between wordpress and blogger](https://www.shoutmeloud.com/wp-content/uploads/2013/03/WordPress-or-Blogspot.jpg)
Assalam o alaikum
Main Muzammil | MkWebb Ki Janib Say , Aj Main Ap ko bataounga kay Blogger.com or wordpress ka main difference kia hain? To agar ap blogger ya wordpress main say koi bh platform use karty hain to aap apni website banatay hain! Ab agar ab ap blogger say banaye gay to Website To Hogi lkn blogger.com kay name sy he pata chalta hain kay Yaha Sirf Blog He ban saktay hain Main Ap ko neechy batata hu blog kia Hota hain… ab agar ap wordpress use kartay ho to ap wordpress main blog kay saath website mean : Blog , Ecommerce Site , Single Page Website Sb bana saktay hain. Ab main nechy aapko blog or website ka difference batata hu..
BLOG
What Is Blog? Blog Mean To Yeh hain kay aap apnay khayalaat ya aap ko article likhnay ka show hain jese mainy yeh article likha hain ! bilkul wese he aap bh blogger use karsktay hain is ko use karna bohot easy or blogger say earning bh hoti hain google adsense kay through , But ! Agar ap blogger use karngy to apki website thori bus thori si dikhnay main achi nh hogi ab is ko kese acha kia jaye main apko necy batata hu… han blogger par ap ecommerce ki website nahi bana saktay Us Ki Wajah yehi hain kay us main options he nahi hoty. Waha ap sirf apna personal blog bana sakty ho , jese agar ap aik student ho jo ap jis din seekho to us ko article bana kar logo kay sath share karo. Thory dino baad apka blog google main show hoga agar apko jald say jald google main show karna hain to apko blogger ki seo karni paregi.. jo kay wo bh Easy bus apki mehnat or kaam par depend hain J
WORDPRESS
![](file:///C:/Users/HAFSAS~1/AppData/Local/Temp/msohtmlclip1/01/clip_image001.gif)
No comments: